Skip to content

Dhanyawad Naya Din Ke Liya Song Lyrics Hindi

Dhanyawad Naya Din Ke Liya Song Lyrics in Hindi

Verse 1
Tu hi hai woh
Jisne mujhe
Naya jeevan diya
Tu hi hai woh
Jisne mujhe
Saas bhi diya

Chorus

Main kuch bhi nahi
Yeshu tere bina
Tu mujh mein
Aur mein tujh mein
Bana rahoon…..

Dhayawad naya din ke liye
Dhanyawad suraj ke liye
Dhanyawad barish ke liye
Dhanyawad is hawah ke liye

Verse 2

Tu hi hai woh
Jo har kadam
Mere sath chala
Tu hi hai woh
Jisne mujhe
Hoshla diya
(BTC)

Bridge

Chahe main chalu
Anderon main
Yeshu hardam
Sath hai
Chahe duniya
Chod de mujhe
Tera hath
Mujh par hai (4Times)

Chahe main chalu
Andheron main
Yeshu hardam
Sath hai
Chahe duniya
Chod de mujhe
Tu kabhi na chode

Dhanyawad Naya Din Ke Liya Video Song Hindi Christian